
Im Just simple ...!
Kasur na unka hai na mera
Hum donohi rishton ki rasmein nibhate rahe
wo dosti ka ehsaas jatate rahe
Hum mohabbat ko dil mein chupate rahe.......
.........dard jitna saha jaye utna hi sehna
kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna
milte hain hamare jaise log bahut kam
isliye hamse kabhi alvida (Goodbye) naa kehna
na chaho kisiko itna ki
chahat aapki majburi ban jaye
chaho kisiko itna ki
aapka pyaar uske liye majburi ban jaye
vishwas banke log zindagi main aatey hai
khwab banke aankhon main samaa jaatey hai
pehle yakeen dilate hai ki woh hamare hai
phir na jaane kyu badal jaatey hai